Podchaser Logo
Home
Kahaniyon ka Mantra

Ideabrew Studios

Kahaniyon ka Mantra

A weekly Fiction, Drama and Society podcast
Good podcast? Give it some love!
Kahaniyon ka Mantra

Ideabrew Studios

Kahaniyon ka Mantra

Episodes
Kahaniyon ka Mantra

Ideabrew Studios

Kahaniyon ka Mantra

A weekly Fiction, Drama and Society podcast
Good podcast? Give it some love!
Rate Podcast

Episodes of Kahaniyon ka Mantra

Mark All
Search Episodes...
Aap sabhi ke pyar aur apnepan ke sath, ‘Kahaniyon Ka Mantra’ ne kar liye hain pure 100 episodes. Isiliye aaj ke episode mein bhi aane wala hai 100% maza, kyuki aaj aapke liye MnM Talkies lekar aaya hai kahaniyon ka double dhamaka. Suniye Kahani
Bachpan se hi hai Sonu ka sapna Gold medal jeetne ka, jiske liye kar raha tha Sonu bharpur koshish. Magar fir hua ek aisa hadsa ki ho gaya Sonu ka sara sapna chaknachoor. Ab kya kaise karega Sonu come-back, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Ma
Police Constable Pawar sahab apni duty ke liye hamesha taiyaar rahte the. 26 Novemeber ko bhee woh apne duty pe time se pahunch gaye. Par kya woh ghar pahunch sake us roz apni duty ke baad ya phir rah gayi bass unki yaad?Kahaniyon Ka Mantra
Yeh kahani hai sann 1998 ki…Ek aisa gaaon, jahan ke sarpanch, Chautala ko ghar mein toilet lagaane se hai aitraaz;Par jab unhein pata chala ki toilet seat mein hai agla election jeetne ka raaz toh phir kya hua? Jaan’ne ke liye suniye Kahaniyo
Pune mein rahne wala Vicky, is baar Diwali pe ghar nahi ja pa raha. Isiliye uske mummy papa aa gaye hain uske paas with a surprise. Ab yeh surprise bad hoga ya good…jaan’ne ke liye suniye Kahaniyon Ka Mantra ka Diwali special epsiode: Out Of To
Saharanpur ke college mein padhne wala Diljeet chahata hai jeetna college ki heartthrob Preeto ka dil…Par face pe beard ki kami se shayad usey mil nahi paayega yeh mauka. Kya Novemeber ka maheene mein hoga kuchh different aur Preeto ban paayegi
Jeevan Beema ke office mein kaam karne wale Rajesh ko kaam karte karte itna late ho gaya, ki baj gaye raat ke 12. Aur 12 bajte hi baj gaye Rajesh ke bhi 12, kyuki office mein aa gaya ek bhoooootttt… Kya utpaat machayega wo bhoot, janne ke liye
Sunflower society ke members mana rahe hain pehli bar apni society mein Dussehra, magar kaun karega Raja Ram bankar Ravaan ka dahan, iss baat par society mein hi chhid gayi hai jung. Toh kya karenge society wale, aur aakhir kaun karega Ravaan k
Subrato Chatterjee welcomes a Canadian citizen Lara in Kolkata. They had met online and she's on her first visit to India specially for Durga Puja festivities. Through the course of these festivities Subrato is conscious of protecting her. On t
You Only Live Once, ye manna hai YOLO, yani ki Yogesh Lokhande ka, isiliye karna chahta hai life ke har pal ko celebrate, magar chadar se bade hain YoLo ke pair aur salary se kahin jyada hai EMI. Ab kya karega Yo-Lo. Jaane ke liye suniya Kahani
Vikki ne kiya apne pyaar ko propose, lekin de diya uss ladki uske gaal pe ek heavy dose. Uss ladki ko impress karne ke liye khane peene ke shaukeen Vikki ne chuna aandolan ka rasta aur kar diya elaan bhookh hadtal karne ka. Lekin kya safal hoga
Baljit urf Balla hai cricket ka bhayanak shaukeen, magar jis saloon mein wo kaatta hai baal, uske malik ko ek aankh naa bhata cricket, kyuki match chalate hi bekar mein hi lag jati hai logon ki bhid. Toh kaise badlega Balla, iss aapda ko avsar
Jabhi bhi dhol tashe ki awaaz aati hai toh pure sheher ko pata chal jata hai ke koun aane wala hai. Vighnaharta jo taklifon ko durr bhagata hai, Devon ka Dev jo bhakton ko khub lubhata hai, ganpati bappa jo bhakton ke dilon pe raaj karta hai..
Zindagi ke Safar mein kabhi-kabhi  aise mod aa jaate hain ki jeena chhod dena hi best option lagta hai.  Par aisa hota nahi hai. Kyunki asliyat mein, zindagi ko khulkar jeena hi hota hai best option. Aur Kanpur mein rahne wale Amar Shukla aaj y
Teachers day ke pe nanha Viaan khona nahi chahta ye mauka. Chahta hai wo kuch aisa karna ki use bhi mil jaye koi taufa. Lekin aisa kya karega Viaan, Janne ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ka ye Teacher’s Day special episode – Nanhe Masterji 
Navin apni behen Sonia ki raksha ki kasam, Par unki behen Sonia ko hi karna padta hai unto bachane ka jatan. Kaun hai kiska protector- among this Bhai and behen? Listen to know in today’s story of Kahaniyon Ka Mantra : Bhai, Behen Aur Kasam !Se
Baar baar din yeh aaye wala din yaani ki birthday jab bhee aata hai, bahut saare yaadgaar moments de jaata hai. Aur jab yeh birthday aapka 18th birthday ho tab toh yeh aur bhee khaas hona chahiye...nahi? Kitna khaas saabit hua yeh adult birthda
Ados Pados mein rehne wale Azad Miya aur Bharat Laal ke gharo ke beech hai choti ki vivadit zameen, jismein dono hi karna chahte hain kabja. Aakhir kise milegi wo zameen, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ka ye episode – Azad Bharat ki
Bobby ko best friend Sunny ne de diya crush ko Love Letter likhne ka idea. Magar sick leave ki application se jyada toh aaj tak kuch likha naa tha Bobby ne. Ab kya karega Bobby, jaane ke liye suniye, Kahaniyon Ka Mantra ka ye episode – My Best
Sar se lekar paon tak barish mein bhiga akela Mohit sadak par khada mang raha hai lift. Magar kya use milegi lift, ya barish ke liye uski nafrat aur badh jayegi. Janne ke liye suniye ‘Kahaniyon Ka Mantra’ ki ye Monsoon special love story – Bari
Mausam vibhag mein kaam karne wale Suraj ko pata chala ek bahut hi bade tufaan ke bare mein. Shahar mein sabhi ko bataya usne magar kisi ne use seriously liya hi nahi. Ab sabhi ko kaise bachayega Suraj uss tufaan se janne ke liye suniye, Kahani
Gaon mein rehne wala Badku, Mukhya Mantri banne ke liye jaana chahta hai shahar. Magar tez barish kar deti hai uske irado ko beasar. Kya hoga uske safar ka manjar, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ka ye episode – Mukhya Mantri Banna ha
Subah sokar utho, aur agar barish ho rahi ho, toh office jana toh dur, bed se uthne ka bhi dil nahi karta Pappu ne bhi dil ki suni aur nahi gaya office. Magar fir ghar par kya hua uske sath, janne ke liye suniye, Kahaniyon ka Mantra ka ye episo
Baarish ke mausam mein dukhi hote hain wo bechare jo bhig karbimar pad jate hain. Aur khush hote hain kuch beimaan doctors,jinke clinic mein patients ki line lag jati hai.Magar Dr. Popat beimaan hain ya imaandar, janne ke liye suniye,Kahaniyon
Kya aap bhi karna chahte hain love marriage magarpareshan hain ye sochkar ki Abba ko kaise manaye!Toh suniye Kahaniyon kaMantra ki ye kahani – Abba Nahi Manenge, aur manaiye apne Abba ko!See omnystudio.com/listener for privacy information.
Rate

Join Podchaser to...

  • Rate podcasts and episodes
  • Follow podcasts and creators
  • Create podcast and episode lists
  • & much more

Unlock more with Podchaser Pro

  • Audience Insights
  • Contact Information
  • Demographics
  • Charts
  • Sponsor History
  • and More!
Pro Features